Tuesday, October 12, 2010

Ye mast mast be-misal ankhen....

Ye mast mast be-misal ankhen
Naashe se hr dam nidhal ankhen,

Uthe tu hosh-o-hawas cheen le
Jhuke tu ker de kamal ankhen,

Koi hai in k karam ka talib
Kisi ka shok-e-wisal ankhen,

Na yun jalain na yun sataye
Laray tu kch ye khayal ankhen,

Hai jeene ka ik bahana yaro
Ye rooh per wr o jamal ankhen,

Draz palkin Ghazal anhen
Musawri ki kamal ankhen,

Shrab RAB ne haram kardi
Magar raki hy halla ankhen,

Hazaro inse qatal hue hain
Khuda k bande smbal ankhen.

No comments:

Post a Comment